Makar Sankranti 2017: About Makar Sankranti In Hindi:- Makar Sankranti Ke Din Khichdi , Gud Til , Daan , Snan Or Yag Ka Vishesh Mahatav Hai , Shashtro Ke Anusaar Is Din Diya Gaya Daan Is Janm Env Agle Janm Me Karodo Guna Hokar Milta Hai ..

makar sankranti in hindi 2016


Makar Sankranti In Hindi:-

·        Shiv Rahasya Granth Ke Anusaar Makar Sankranti Ke Din Til Or Sarso Ka Daan Karne Ki Baat Kahi Gayi Hai .

·        Dharm Sindhu Granth Ke Anusaar Sankranti Parv Ke Din Safed Til Se Devtao Ka Tatha Kale Til Se Pitro Ka Tarpan Karna Chahiye , Makar Sankranti Wale Din Shivling Par Shudh Ghee Ka Abhishek Karne Se Mahafal Prapt Hota Hai , Is Din Shankarji Ke Mandir Me Tilli Ke Tel Ke Diye Avasya Jalana Chahiye.

·        Vayupuran Ke Anusaar Makar Sankranti Ke Din Brham Muhurat Me Snan Kar Durwa , Dadhi , Makkhan , Gobar , Yav , Rakt Chandan , Lal Ful , Dhanya Ko Piple Ke Vraksh Ko Sparsh Karakar Dono Hath Ko Aakash Mandal Ki Or Uthakar Surya Ko Pranaam Karna Chahiye .


·        Kalika Puran Ke Anusaar Utraayan Me Sadev Tilli Ka Havan Karna Sahi Bataya Gaya Hai , Jis Vyakti Ka Janm Utrayan Me Hua Ho Use Bhagwan Ke Mandir Me Or Brahaman Ko Swarn Sahit Tilli Daan Karne Par Kabhi Dukh Or Shouk Nahi Hoga .

Makar Sankranti Information In Hindi:-

100 साल तक 15 जनवरी को मनेगी मकर संक्रांति – हर 100 साल में एक दिन बढती है संक्रांति | अब अगले 100 साल तक मकर संक्रांति 15 जनवरी को मनाई जाएगी | अब तक मकर संक्रांति का नाम लेते ही 14 जनवरी का ध्यान आता है , लेकिन अब यह गुजरे ज़माने की बात हो जाएगी | इस बार से मकर संक्रांति 15 जनवरी को होगी और अगले 100 साल तक यह इसी तारीख को मनाई जाएगी |

what Is Makar Sankranti,  Why Makar Sankranti Is Celebrated

ज्योतिषाचार्यो के अनुसार 14 जनवरी को सूर्य मकर राशी में शाम 7.27 बजे प्रवेश करेगा | मकर संक्रांति सूर्य दर्शन का पर्व है इसलिए इसका पुण्यकाल 15 जनवारी को होगा | संक्रांति का पुण्यकाल 16 घंटे रहता है | हर 100 साल में 1 दिन संक्रांति बढती है | एक दिन पीछे चले जाने से हर 100 साल में संक्रांति का एक दिन बढ़ जाता है इस दिन बच्चो , बुजुर्गो , युवाओ आदि के द्वारा पतंगबाजी की जाती है इस त्यौहार के दिन बच्चो में काफी उत्साह व् उमंग रहती है | इस दिन तिल , गुड , तेल इत्यादि का दान किया जाता है ये पर्व हमारे भारत देश में बड़े ही उत्साह के साथ मनाया जाता है

Also Like:-

Post a Comment

 
Top